From which app editor's edit their pictures

Editing applications:-
1.Sabse best hai "Picsart". Isme aap pic ko crop,brightness m change etc kar skate hai. Photo ka background erase kar sakte hai aur sath m draw tool m drawing vgerah bhi kar sakte hai.Is se aap pic par text bhi likh sakte h aur sath hi m online stickers or background bhi use kar sakte h.Jis se apki editing shandaar lgti h aur apki pic apke baaki frnds se thodi jyada effective hoti h.

2.Dusre no. Par jo application h uska use sirf photo k upar text lagane m hota Hai
application name is '"Pixellab'" 
Is se ap khud png bna sakte hai baaki editor's ki tarah or kisi screenshot ko 3D m rotate bhi kar skte h.

3.Third application hai '"lightroom'".
sabse best or meri personal favorite hai...kuki aap isme Pic k Ek ek color ko edit kar skte h or sath m highlights or shadows k color ko change karke apni pic KO ek new look de skte h jis se apki pic m alag hi attraction aa jata hai.

4.fourth application ka use sirf background erase Karne m use hota h...
application ka name "'eraser'" Hai..
is  se aap computer k jaise background erase kar sakte hai....

5.fifth application hai "Facetune".
is application k use se aap apne face ko Photoshop k jese smooth kar skte ho or sath m eyebrows or eyes ko detailed krke apne pic ka look better bana sakte ho...

6.sixth application hai..'"Autodesk sketchbook"' is se aap kisi bhi insaan k hairs k according unki hair png bna skte ho or sath m...use picsart k use se apne balo ki jagah bhi laga sakte ho... 

7.last application hai "'infinite design"'.
is k use se aap apni ek cartoon image bana sakte ho.


iske alava snapseed application ka bhi use ap kar skte ho color correction k liye.

Thank you

Comments

Popular posts from this blog

Download Logo png for Picsart | karan creation 07

Eid photo editing background and png

Download free LIGHTROOM presets